Followers

Monday, May 19, 2008

bahut din hue iqbal se kuch nahin suna....

leejiye ek aur post from Iqbal's poetry...

hope everybody likes it....jawaab e shikwa ki kuch lines

kyon ziyan kaar banoon, sood faramosh rahoon
fikr e farda na karoon, mehv e gham e dosh rahoon

ziyan kaar= one who incurs loss, sood faramosh= one who denies profit

na'ale bulbul ke sunoon aur hama tan gosh rahoon
ham nawa! main bhi koi gul hoon jo khamosh rahoon!

na'ala= painful, dolorous cries, hama tan gosh= to be all ears!, ham nava=friend

jurrat aamoz meri ta'ab e sukhan hai mujh ko
shikwa Allah se, khakam ba dahan, hai mujh ko!

jurrat aamoz=courage inducing, ta'ab e sukhan= ability to speak
khakam ba dahan= may my mouth be full of dust.

No comments:

Post a Comment

poochte hain woh ke ghalib kauh hai...

My photo
Senior assistant professor at Zakir Husain Delhi College (Eve.) of the Delhi University