Followers

Sunday, May 4, 2008

shuja khawar : another 'andaleeb' of this 'gulshan e na-aafreeda

shuja is one of the lesser known poets of the Delhi school alive today. One can see the temper of Delhi in his poetry.

masiha tujh ko kaisa lag raha hai!
hamen to zakhm achcha lag raha hai!

kahani mein kahin aaya nahin jo
wahi kirdar sachcha lag raha hai
(post modern in its critical approach to narratives...meta?)
aur suniye...

dekhiya ta'seer khali zeher mein hoti nahin
zindagi sookhi mila kar khaiyega zeher mien!

and here is a classic...with all that milton would have said in at least one book!

aag andar ho, to baahar khak ke lagte hain sab
lag gayi apni tabiyat ko bhi shaitani hawa!

No comments:

Post a Comment

poochte hain woh ke ghalib kauh hai...

My photo
Senior assistant professor at Zakir Husain Delhi College (Eve.) of the Delhi University