Followers

Tuesday, May 13, 2008

shuja khawar is my favorite...

hijr mein imkaan kitne, wasl bas ek waqaya
wusat-e-sehra mien kya deewar-o-dar ki sochna

hijr-longing, ke imkaanat ke bare mein kuch kehna, ek turrah e pur pech o kham ko chedne ke barabar hai. wasl-union, chahe jitne din ki ho, ek lamhe se zyada nahin lagti. Longing is truly as 'fruitful', and here is the 'dislocation of meaning' in language, as the expanse of the 'desert'. Deewar o dar, usually seen as places of refuge are seen as reductive, cramped and oppressive.

zindagi bhar zinda rehne ki yahi tarkeeb hai
us taraf jaana nahin hargiz, jidhar ki sochna

this one is somewhat in keeping with the idea of wasl in the first couplet, chiaro scuro effect of thought and action.

aur suniye...

aap idhar aaye...udhar deen aur imaan gaye
eid ka chand nazar aaya to ramzan gaye

Eid aur ramzaan ka 'use' dekhiye!

Eid ke jaate hi wapas aa gaye ramzan dekho
roze daron kuch na poochcho, bas khuda ki shaan dekho

Eid ke jaane, parting with the beloved, ko ramzan ke ane se compare kara hai!

No comments:

Post a Comment

poochte hain woh ke ghalib kauh hai...

My photo
Senior assistant professor at Zakir Husain Delhi College (Eve.) of the Delhi University