Followers

Thursday, May 15, 2008

irfan siddiqui: marboot shairi ka namoona

marboot ash'aar ka ek example...jahan couplet ke alfaaz mein ek extra textual 'rabt' ya 'relation' paya jaata hai

lashkar e ishq ne jab se khaeme kiye, kuch na kuch roz sarhad badha lee gayi
aur phir ek din mere dil ki zameen, dard ki mumlikat mein mila li gayi

lashkar, khaeme, sarhad badhana, zameen ko mumlikat ya 'territory' mein milana come from one paraphernalia . yeh ek alag tarah ka lutf paida karta hai.

No comments:

Post a Comment

poochte hain woh ke ghalib kauh hai...

My photo
Senior assistant professor at Zakir Husain Delhi College (Eve.) of the Delhi University